1534351625
Alfaz e Qalb

Advertise on podcast: Alfaz e Qalb

Categories
Country
India
This podcast has
41 episodes
Language
Hindi
Publisher
Faiz Ahmed
Explicit
No
Date created
2020/10/02
Latest episode
2022/02/13
Average duration
1 min.
Release period
28 days

Description

This is the poetry (Shayari) channel for entertainment. Giving you The best sheir of Urdu literature in the form of tribute to famous Urdu Shayar. I'm Also writing so give you entertaining shayari by me. Motto :- Shayari from heart.for beautiful Hearts. जज़्बातों को अल्फ़ाज़ देदूं लिखदूं दिल की हर बात हर बात कहदूं दिल में मुहब्बत होंठों पे प्यार रखता हूँ हाथों में क़लम लेकर दिल की आवाज़ लिखता हूँ ग़ुल-ओ-गुलशन आब-ओ-बहार लिखदूं सच है कि मुकम्मल जहां नहीं मिलता यहाँ पर ये कोशिश है मेरी कि कलम से मुकम्मल जहां लिखदूं

Unlock Alfaz e Qalb podcast Email contact info,
Listeners & Audience details

Email contact information

Direct podcast contact details

Listeners

Audience numbers & engagement insights

Audience details

Podcast Insights

Podcast episodes

Check latest episodes from Alfaz e Qalb podcast


Iblees ki majlis e Shuura. Poet Allama Iqbal.
2022/02/13
Poet. Allama Iqbal. Recital Faiz Ahmed.
Shayari. J**m ki Usrat mein cheekhti hui rooh se poocho muhabbat kya hai.
2021/08/05
Written by :- Faiz Ahmed. Recited by :- Faiz Ahmed. Record and presented by:- Alfaz e Qalb. Search Alfaz e Qalb on YouTube.
Mohsin Naqvi. Shayari tere chehre ki kashish thi k palat kar dekha.
2021/07/17
Mohsin Naqvi (5 May 1947 − 15 January 1996) was a Pakistani poet, popular for his ghazals. Poet. Mohsin Naqvi. recital. Faiz Ahmed. Ghazal :- Ashk apna ke tumhāre nahi dekha jaata. اشک اپنا کہ تمہارا نہیں دیکھا جاتا ابر کی زد میں ستارا نہیں دیکھا جاتا اپنی شہ رگ کا لہو تن میں رواں ہے جب تک زیر خنجر کوئی پیارا نہیں دیکھا جاتا موج در موج الجھنے کی ہوس بے معنی ڈوبتا ہو تو سہارا نہیں دیکھا جاتا تیرے چہرے کی کشش تھی کہ پلٹ کر دیکھا ورنہ سورج تو دوبارہ نہیں دیکھا جاتا آگ کی ضد پہ نہ جا پھر سے بھڑک سکتی ہے راکھ کی تہہ میں شرارہ نہیں دیکھا جاتا زخم آنکھوں کے بھی سہتے تھے کبھی دل والے اب تو ابرو کا اشارا نہیں دیکھا جاتا کیا قیامت ہے کہ دل جس کا نگر ہے محسنؔ دل پہ اس کا بھی اجارہ نہیں دیکھا جاتا ashk apnā ki tumhārā nahīñ dekhā jaatā abr kī zad meñ sitārā nahīñ dekhā jaatā apnī shah-e-rag kā lahū tan meñ ravāñ hai jab tak zer-e-ḳhanjar koī pyārā nahīñ dekhā jaatā mauj-dar-mauj ulajhne kī havas be-ma.anī Dūbtā ho to sahārā nahīñ dekhā jaatā tere chehre kī kashish thī ki palaT kar dekhā varna sūraj to dobāra nahīñ dekhā jaatā aag kī zid pe na jā phir se bhaḌak saktī hai raakh kī tah meñ sharāra nahīñ dekhā jaatā zaḳhm āñkhoñ ke bhī sahte the kabhī dil vaale ab to abrū kā ishārā nahīñ dekhā jaatā kyā qayāmat hai ki dil jis kā nagar hai 'mohsin' dil pe us kā bhī ijāra nahīñ dekhā jaatā अश्क अपना कि तुम्हारा नहीं देखा जाता अब्र की ज़द में सितारा नहीं देखा जाता अपनी शह-ए-रग का लहू तन में रवाँ है जब तक ज़ेर-ए-ख़ंजर कोई प्यारा नहीं देखा जाता मौज-दर-मौज उलझने की हवस बे-मा'नी डूबता हो तो सहारा नहीं देखा जाता तेरे चेहरे की कशिश थी कि पलट कर देखा वर्ना सूरज तो दोबारा नहीं देखा जाता आग की ज़िद पे न जा फिर से भड़क सकती है राख की तह में शरारा नहीं देखा जाता ज़ख़्म आँखों के भी सहते थे कभी दिल वाले अब तो अबरू का इशारा नहीं देखा जाता क्या क़यामत है कि दिल जिस का नगर है 'मोहसिन' दिल पे उस का भी इजारा नहीं देखा जाता Search My YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Shayari. Yaar tere ek muskura ke Dekhne pe kaee khwaab bandhe hain.
2021/07/16
Poet Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed. Search My YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Ghazal/shayari Muhabbat mein tum ashq peene ki baat karte ho
2021/07/14
Poet:- Faiz Ahmed . Recited by :- Faiz Ahmed. These are the some lines of my Urdu Ghazal. Written in bahr e Hindi/ mtaqarib musaddas mehzoof. Search my You tube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Kaifi Azmi shayari poetry. Shor yun hi na parindon ne machaya hoga.
2021/05/16
Kaifi Azmi is one of the best and unique Urdu poet. Kaifi Azmi (born Athar Husain Rizvi; 14 January 1919 – 10 May 2002) was an Indian Urdu poet. He is remembered as the one who brought Urdu literature to Indian motion pictures. He was one of the best Lyrysist wrote the songs like kar chale hum fida jaan -o- tan sathiyo. Poet. Kaifi Azmi Recited by. Faiz Ahmed. Ghazal/ poetry :- shor yun hi na parindon ne machaya Hoga. شور یوں ہی نہ پرندوں نے مچایا ہوگا کوئی جنگل کی طرف شہر سے آیا ہوگا پیڑ کے کاٹنے والوں کو یہ معلوم تو تھا جسم جل جائیں گے جب سر پہ نہ سایہ ہوگا بانیٔ جشن بہاراں نے یہ سوچا بھی نہیں کس نے کانٹوں کو لہو اپنا پلایا ہوگا بجلی کے تار پہ بیٹھا ہوا ہنستا پنچھی سوچتا ہے کہ وہ جنگل تو پرایا ہوگا اپنے جنگل سے جو گھبرا کے اڑے تھے پیاسے ہر سراب ان کو سمندر نظر آیا ہوگا shor yūñhī na parindoñ ne machāyā hogā koī jañgal kī taraf shahr se aayā hogā peḌ ke kāTne vāloñ ko ye mālūm to thā j**m jal jā.eñge jab sar pe na saaya hogā bānī-e-jashn-e-bahārāñ ne ye sochā bhī nahīñ kis ne kāñToñ ko lahū apnā pilāyā hogā bijlī ke taar pe baiThā huā hañstā panchhī sochtā hai ki vo jañgal to parāyā hogā apne jañgal se jo ghabrā ke uḌe the pyāse har sarāb un ko samundar nazar aayā hogā शोर यूँही न परिंदों ने मचाया होगा कोई जंगल की तरफ़ शहर से आया होगा पेड़ के काटने वालों को ये मालूम तो था जिस्म जल जाएँगे जब सर पे न साया होगा बानी-ए-जश्न-ए-बहाराँ ने ये सोचा भी नहीं किस ने काँटों को लहू अपना पिलाया होगा बिजली के तार पे बैठा हुआ हँसता पंछी सोचता है कि वो जंगल तो पराया होगा अपने जंगल से जो घबरा के उड़े थे प्यासे हर सराब उन को समुंदर नज़र आया होगा
Shayari. Chahton ko nibhate hue mar jaate hain
2021/05/02
Chahton ko nibhate hue mar jaate hain, chaand paane ki khwahish mein taare ban ke bikhar jaate hain, wo hmein kahte hain zinda, berukhi dekh kr unki hum jeete ji hi mar jaate hain. written and recited by Faiz Ahmed (Me). Search my YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Shayari poetry Ghazal. Laut aata hoon mein ghar khaali haath mein apna zameer bikne nhi deta.
2021/04/30
Poet Faiz Ahmed. Recital. Faiz Ahmed. Doston ye ghazal meine khud likhi h samaad farmaein apna pyaar dein. Mein apna meyaar girne nhi deta, mein apni anaa ko marne nhi deta,. Ladkhadate hue Qadmon se chalta hoon, main apna safar rukne nahi deta, Laut aataa hoon main Ghar khaali haath, mein apna zameer bikne nhi deta. Satate hain mujhko roz ba roz ye zamane wale , mera akhlaaq mera lahza bigadne nhi deta. Dil bahuut dukhta hai , per mein apna dard nikalne nahi deta. Odh leta hoon mein apni chadar is tarah 'Faiz', mein apna zakhm zamane ko dikhne nhi deta . میں اپنا معیار گرنے نہیں دیتا, میں اپنی انا کو مرنے نہیں دیتا, لڑکھڑاتے ہوئے قدموں سے چلتا ہوں, میں اپنا سفر رکنے نہی دیتا, لوٹ آتا ہوں میں گھر خالی حانتھ, میں اپنا زمیر بکنے نہیں دیتا, ستاتے ہیں مجھکو روز بروز یے زمانے والے پر میرا اخلاق میرا لہذا بگڑنے نہیں دیتا دل دکھتا ہے بہت مگر میں اپنا درد باہر نکلنے نہی دیتا اوڈھ لیتا ہوں اس ترح چادر اپنی میں فیض میں اپنا زخم زمانے کو دکھنے نہیں دیتا.
Shayari. Muhabbat ki dastaan ko nibhate hue mar jaate hain.
2021/04/29
Hum chahat ko nibhate hue mar jaate hain, Hum wo chakor hain jo ki chaand ko taakte hue mar jaate hain, koi aur bachta hai Hamare paas hmare jaisa , hum tumse bichhadte hue mar jaate hain. written and recited by Faiz Ahmed(me).
Shayari. Kis tarah logon ke chaehre badal jaate hain
2021/04/28
kis tarah logon ke chehre badal jaate hain hum pahchante pahchante thak jate hain wqt ka rang bhi bada ajeeb hota hai iske zariye kaee rang utarjate hain. written and recited by Faiz Ahmed(me).
Urdu poetry shayari. Batein chubhi kisi ki to yaad aya hamein...
2021/04/27
chubhi kisi ki batein to yaad aya hmein ke Dil hamara dil Hai koi patthar nhi چبھی کسی کی باتیں تو یاد آیا ہمیں کے دل ہمارا دل ہے کوئ پتھر نہیں written and recited by Faiz Ahmed(me)
Allama Iqbal. Sitaron se aage jahaan aur bhi hain.
2021/04/21
21st April is the Death anniversary of Sir Dr Allama Muhammad Iqbal. He is Legendary Urdu poet and not only poet He is the excellent philosopher also. His poetry amongst the greatest Urdu poetry of 20th century. poetry\ Ghazal :- Sitaron se aage jahaan aur bhi hain. (Baal e jibraeel) Poet. :- Sir Dr Allama Muhammad Iqbal Recited by :- Faiz Ahmed. sitāroñ se aage jahāñ aur bhī haiñ abhī ishq ke imtihāñ aur bhī haiñ tahī zindagī se nahīñ ye fazā.eñ yahāñ saikḌoñ kārvāñ aur bhī haiñ qanā.at na kar ālam-e-rañg-o-bū par chaman aur bhī āshiyāñ aur bhī haiñ agar kho gayā ik nasheman to kyā ġham maqāmāt-e-āh-o-fuġhāñ aur bhī haiñ tū shāhīñ hai parvāz hai kaam terā tire sāmne āsmāñ aur bhī haiñ isī roz o shab meñ ulajh kar na rah jā ki tere zamān o makāñ aur bhī haiñ ga.e din ki tanhā thā maiñ anjuman meñ yahāñ ab mire rāz-dāñ aur bhī haiñ ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں تہی زندگی سے نہیں یہ فضائیں یہاں سیکڑوں کارواں اور بھی ہیں قناعت نہ کر عالم رنگ و بو پر چمن اور بھی آشیاں اور بھی ہیں اگر کھو گیا اک نشیمن تو کیا غم مقامات آہ و فغاں اور بھی ہیں تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیرا ترے سامنے آسماں اور بھی ہیں اسی روز و شب میں الجھ کر نہ رہ جا کہ تیرے زمان و مکاں اور بھی ہیں گئے دن کہ تنہا تھا میں انجمن میں یہاں اب مرے رازداں اور بھی ہیں. Search my YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.

Podcast reviews

Read Alfaz e Qalb podcast reviews


0 out of 5
0 reviews

Podcast sponsorship advertising

Start advertising on Alfaz e Qalb relevant audience podcasts


What do you want to promote?