1542951139
Breaking Beauty Stereotypes - RJ Sona ke Saath

Advertise on podcast: Breaking Beauty Stereotypes - RJ Sona ke Saath

This podcast has
77 episodes
Language
Hindi
Explicit
No
Date created
2020/12/02
Latest episode
2022/06/24
Average duration
6 min.
Release period
9 days

Description

ब्‍यूटी के पुराने पैमाने या कॉन्‍फीडेंस को नेक्‍स्‍ट लेवल पर ले जाने वाला अपना यूनीक स्‍टाइल! क्‍या है आपकी अपनी ब्‍यूटी? आइए चलते हैं पर्सनालिटी को एक अनोखा अंदाज देने वाले इस पॉडकास्‍ट 'ब्रेकिंग ब्‍यूटी स्‍टीरियोटाइप' में आरजे सोना के साथ।

Unlock Breaking Beauty Stereotypes - RJ Sona ke Saath podcast Email contact info,
Listeners & Audience details

Email contact information

Direct podcast contact details

Listeners

Audience numbers & engagement insights

Audience details

Podcast Insights

Podcast episodes

Check latest episodes from Breaking Beauty Stereotypes - RJ Sona ke Saath podcast


EP- 77, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Cooking is not matter of gender
2022/06/24
Kuchh logo ko lagta hai ki women jhatpat khana bana leti hain, Jabki kuch ko lagta hai ki jab men khana banate hain to wo zyada tasty hota hai. Well, cooking kisi ka shauk, zimmedari ya zarurat ho sakti hai. Par ye gender ka masla toh bilkul nahin hain. Health shots podcast Breaking beauty stereotype ke iss episode me RJ sona bata rahin hain kaise.
Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Shadi kahin stress toh nahi ban rahi?
2022/06/17
Shadi ka matlab hota hai happiness. Par kabhi kabhi ise organise karte huye Bride, groom aur unke parents bhi itne zyada tension me aa jate hain ki unke liye ye bhi stress ban jata hai. Toh ye zaruri hai iss stereotype ko todna, kyuki shadi do logo ke sath aane ka naam hai, unhe stress dene ka nahi. Tune in kijiye health shots Hindi podcast breaking beauty stereotype RJ sona ke sath.
EP- 75, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Ladaki drive kar rahi hai , toh safety hai
2022/06/10
Aksar ladkiyon ki drive karte dekh bahut sare log bahut sare comment karne lagte hain. Jabki data kuchh aur kahte hain. According to facts woman drivers are more discipline then man.
EP- 74, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Know how yo react when someone dominating you
2022/05/27
Professional life me aap challenges se nahi bach sakte. Yaha har din apko kisi na kisi gossip aur kisi na kisi challenge ka samna karna pasta hai. Yahan ese bhi log hote hain jo apko dominate karna chahte hain. Par iss condition me apko kya karna chahiye, bata rahin hain RJ Sona, Health shots Podcast Breaking beauty stereotype ke iss episode me.
EP- 73, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Break the imbalance of sympathy
2022/05/20
Mard ko dard nahi hota.... ye ek ajeeb sa statement hai jo hum barso se sunte aa rahe hain. Yakinan girls ko apne right ke liye aaga aana chahiye. Par sirf male hone se koi wyakti galat sabit ho jaye ye zaruri nahi. Isliye emotional justice ke iss bias ko bhi todna hai zaruri.
EP- 72, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Know how to deal with office gossip
2022/05/17
Koi bhi office gossip se bach nahi pata. Jo achchha kam kar raha ho, uske bare men toh aur bhi zyada baaten ki jati hai. Par iss se demotivate hone se better hai ise deal karne ka sahi tarika pata hona. To phir stay tune in Healthshots Hindi Podcast Breaking Beauty stereotype with RJ Sona
EP- 71, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Beauty is not only about hair
2022/05/06
Hum sab apne hair se bahut pyar karte hain. saloon me hair cut karwate huye bhi nazar kainchi par hi rahti hai ki kahin zyada na kat jayen. Asal me hum sabhi hair ko lekar bahut paossesive hote hain. Yahi vajah hai ki balo ko lekar bahut sare social taboo ban gayen hain , jinhe toda jana zaruri hai. Toh Healthshots podcast Breaking Beauty stereotype ke iss episode ko suniye jaha RJ Sona in tabbos se bahar aane ki bat kar rahi hain.
EP- 70, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | You can't be perfect at your first step
2022/04/29
Hum sab kahi na kahin se shuruat karte hain, aur yakinan bahut sari galtiyan bhi karte hain. Par un galtiyo ka matlab ye nahi hai ki aap me sudhar nahi ho sakta. Perfection aur imperfection ke issi mudde par bat kar rahin hain RJ Sona, Breaking Beauty stereotype ke aaj ke iss episode me.
EP- 69, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Have patience, Apna Time Aayega
2022/04/22
Aap kitne talented hain ye har koi nahi bata sakta. Bahut sare log millennials ke bare me ye perception bana lete hai ki ye mobile aur tik tok wali generation hai. Of course hum hain, par iska ye matlab nahi ki iske alawa hum kuchh aur nahi. Toh boss, have patience, kyuki… Apna time aayega!
EP- 68, ब्रेकिंग ब्‍यूटी स्‍टीरियोटाइप RJ सोना के साथ | मेरे पप्पा के, भैया के, पति के पैसे मेरे नहीं हैं
2022/04/01
नया वित्त वर्ष शुरू हो गया है। तो क्यों न बात पैसे पर कर ली जाए। दुर्भाग्य से अब भी लड़कियों की कमाई को उनकी पॉकेट मनी समझ लिया जाता है। और ज्यादातर लोगों को यह लगता है कि बड़े बाप की बेटी, इतना कमाने वाले पति की पत्नी को भला पैसों की क्या जरूरत! लड़कियों की मेहतन और पैसे पर सोशल टैबू पर बात कर रहीं हैं आरजे सोना। हेल्थशॉट्स पॉडकास्ट ब्रेकिंग ब्यूटी स्टीरियोटाइप के आज के इस एपिसोड में।
EP- 67, ब्रेकिंग ब्‍यूटी स्‍टीरियोटाइप RJ सोना के साथ | प्यार में होना किसी की कमान में होना नहीं है
2022/03/29
प्यार के लिए किसी की भी अपनी परिभाषा हो सकती है। पर खासतौर से स्त्रियों के मामले में ज्यादातर लोग प्यार को अधिकार समझ लेते हैं। जबकि प्यार में होना किसी की कमान में होना नहीं है। प्यार की इसी आज़ादी पर बात कर रहीं हैं आरजे सोना। हेल्थशॉट्स पॉडकास्ट ब्रेकिंग ब्यूटी स्टीरियोटाइप के आज के इस एपिसोड में। तो सुनते रहिए हेल्थशॉट्स-
EP- 66, ब्रेकिंग ब्‍यूटी स्‍टीरियोटाइप RJ सोना के साथ | होली के बहाने बदतमीज़ी नॉट अलाउड
2022/03/17
बुरा न मानो होली है! ये जैसे एक स्टीरियोटाइप बन गया है। कुछ लोग इसे बदतमीजी की परमिशन मान लेते हैं। जबकि बुरी चीज़ों का बुरा तो मनाया ही जाएगा। तो अगर आप भी होली के बहाने बदतमीज़ी करने पर आमादा हैं, हेल्थशॉट्स पॉडकास्ट ब्रेकिंग ब्यूटी स्टीरियोटाइप में आरजे सोना आपके लिए कुछ कह रहीं हैं। तो सुनते रहिए और खेलिए एक ग्रेसफुल होली। आप सभी को होली मुबारक।

Podcast reviews

Read Breaking Beauty Stereotypes - RJ Sona ke Saath podcast reviews


0 out of 5
0 reviews

Podcast sponsorship advertising

Start advertising on Breaking Beauty Stereotypes - RJ Sona ke Saath relevant audience podcasts


What do you want to promote?