1738436009
Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Advertise on podcast: Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Rating
★★★★★
5
from
2 reviews
This podcast has
574 episodes
Language
English
Explicit
No
Date created
2024/03/28
Latest episode
2026/10/28
Average duration
40 min.
Release period
5 days

Description

The Ask Mufti Tariq Masood Podcast features full-length masail and Q&A sessions by renowned Islamic scholar Mufti Tariq Masood. The podcast focuses exclusively on his long-form question-and-answer programs, with a growing catalogue of 400+ complete sessions. In these sessions, Mufti Tariq Masood addresses questions related to Islamic teachings and daily life, providing masail ka hal in a clear and practical manner. Topics include shadi, khandani masail, maal o daulat, and other real-life issues, offering structured Islamic guidance for Muslims. How to Ask a Question To ask a question, contact +1 (346) 859-1199, or search “How to ask questions from Mufti Tariq Masood” on Google or YouTube for more information. Where to Listen The Ask Mufti Tariq Masood Podcast is available on Spotify, Apple Podcasts, and other popular podcast platforms. 📧 For Business or Copyright Inquiries: [email protected] Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Unlock Ask Mufti Tariq Masood Podcast podcast Email contact info,
Listeners & Audience details

Email contact information

Direct podcast contact details

Listeners

Audience numbers & engagement insights

Audience details

Podcast Insights

Podcast episodes

Check latest episodes from Ask Mufti Tariq Masood Podcast podcast


Masail Ka Hal - 516th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
2026/10/28
(0:00) Intro (0:02) Pasand ki shadi mein walidain rukawat hon to? (1:42) Wazu ke baad shak ho ke paon dhoye thay ya nahi to? (2:03) Aurat agar shohar se zyada kamati ho to kharch us par lazim hoga? (3:05) Mobile par fohash ads ka gunah? (3:14) Biwi agar saas se tang aa kar jawab de to nafarmani hogi? (4:17) Namaz mein rona aa jaye to? (4:21) Shohar agar biwi ko bar bar maike janay se roke to? (6:15) Jhoot bol kar nokri mili ho to? (6:54) Walidain agar shadi ke mamlay mein dabao daalein to? (8:05) Shohar agar biwi ko har baat mein talaq se daraye to? (10:28) Dil mein maani hui nazr poori karna? (10:39) Aurat agar iddat mein tanha mehsoos kare to kis hadd tak ghar se bahar nikal sakti hai? (11:15) Jaldi mein namaz chhorna? (12:05) Masjid mein chanda mangna? (15:32) Rishwat ke baghair kaam? (16:37) Bewa aurat kab dobara nikah kar sakti hai? (16:45) Shohar har baat mein maa ki sunay to? (17:47) Wazu ke dauran baatein karna? (18:13) Office mein waqt zaya karne se tankhah ka hukum? (19:32) Aurat ka baghair dupatte ghar mein namaz parhna? (19:58) Ghusse mein Allah se shikwa karna kufr hai? (20:44) Biwi agar shohar ki bad-zabani par jawab de to? (22:16) Ghair Muslim ustaz se dunyawi taleem lena? (22:24) Nazr poori karne ka kaffara? (22:45) Namaz mein khayal bar bar doosri taraf jaye to? (22:54) Behen ki virasat dair se dena? (23:40) Qabar par haath utha kar dua mangna? (24:49) Daftar mein na-mehram se hansi mazaq karna? (25:41) Walidain ki nafarmani kab gunah-e-kabira banti hai? (26:10) Khula ke baad dobara nikah mumkin hai? (26:51) Office mein jhoota bahana bana kar chhutti lena? (27:31) Bazurg ke waseelay se dua mangna? (29:13) Talaq ka zuban se taalluq? (29:24) Oonchi heel pehenna? (29:37) Namaz mein hansi rokne se namaz toot jaye gi? (29:58) Iddat mein make-up kyun mana kiya gaya hai? (33:20) Walidain agar aulaad mein farq rakhein? (34:59) Namaz ke baad rakaat mein vehm ka ilaj? (36:18) Qabar pakki banana? (37:02) Aurat ka social media par aana? (37:33) Masjid mein mobile charge karna? (38:34) Ghair Muslim ke liye hidayat ki dua? (38:43) Office mein namaz ki ijazat na ho to? (38:58) Masjid mein dunyawi baatein karna? (39:44) Shohar agar kharcha de lekin izzat na de to? (40:32) Aurat agar susral mein rehte hue apne walidain ki chhup kar madad kare? (40:48) Namaz mein harkat-e-kaseer / qaleel? (41:22) Online courses mubalgha kar ke bechna? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Q&A Session Air University Islamabad - 515th | Ask Mufti Tariq Masood
2026/10/21
(0:00) Intro (0:17) Sharab bada gunah hai ya sood? (2:46) Aisi app ka istemal? (3:14) Khandan ya mohabbat — larki kya select kare according to Shariah? (7:04) Video editor agar logon ki videos mein music / songs lagaye to? (7:50) University fee par due date ke baad 200 Rs/day lena sood hai? (9:10) Mehbooba ki accident mein death ho jaye to larkiyon se door rehna aur sirf khud par kaam karna kaisa hai? (10:42) Dhoka dene walay ke sath mukafat-e-amal hoga? (11:00) Mutual funds / stock earnings ka sharai hukum? (13:04) Co-education mein girls ka without hijab university aana? (13:35) Male student ka message: larki pasand hai lekin maali istehkam nahi aur taleem mukammal nahi — fitnay ka khauf kaisay khatam karein? (17:03) Game developing mein tasveer banana? (17:50) Berozgar naujawan shadi kaisay kare? (32:26) Bhook mein halal na mile to youngsters haram ki taraf jayenge? (33:40) Cousin se shadi mein 2 saal ki taakhir — walidain ko jaldi ka kehne mein sharam aaye to? (34:35) Agar ghar walay love marriage ke liye razi na hon to kya karein? (34:49) 23 saal ka rozgar wala naujawan shadi kaisay kare agar apna ghar / gari na ho? (35:53) Female cousin se shadi mein walidain rukawat hon to? (36:40) Gunahon ka ehsas khatam ho jaye to? (38:05) Qasam ka kaffara? (38:33) Samandari badi machhli chhoti machhli ko zinda kha le to uske shikar par chhoti machhli ka fiqh Hanafi mein kya hukum? (39:44) Kya Ghazwa-e-Badr Islam ki pehli jang thi? (39:49) Qaza namazon mein farz aur sunnat ka hukum? (41:51) Zalim hukmaran ke khilaf ulama khamosh kyun? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Q&A Session Air University Islamabad - 514th | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
2026/10/14
(0:00) Intro (0:42) 3D games modeling mein insani chehray banana? (2:18) University ki masjid mein 2 baar jamaat karana? (5:39) Pakistan ki mojooda soorat-e-haal ke baare mein durust Islami radd-e-amal kya hona chahiye? (8:36) Daur-e-hazir mein jab Allah, Islam aur Tauheed ke khilaf baatein sunte rehte hain to hum Tauheed par kis tarah sabit qadam reh sakte hain? Aur kis tarah Allah ke sath mohabbat ka mazboot taalluq rakh sakte hain? (12:50) Zyada sochne (overthinking) par kaisay qabu paayein? (19:50) Koi shakhs yeh kaisay jaan sakta hai ke uska deen sacha hai jab woh tamam mazhab ka tajurba nahi kar sakta? (25:05) Female student ka sawal: achhi saheli se dosti khatam ho jaye aur woh pehle jaisi special na rahe to? (28:23) University studies ki wajah se farz namaz qaza ho jaye to? (29:56) Agar larka aur larki 7 saal se mohabbat karte hon, aur larki walay zaat ka bahana bana kar nikah se inkar kar dein to? (34:08) Ba-asar Pakistani ulama (36:04) Agar koi flirty shadi ke jhootay waday kare to larki (jisko bachpan ke sadmon ki wajah se shadi aur mardon par trust khatam ho chuka ho) kya kare? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Masail Ka Hal - 513th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
2026/10/07
(0:00) Intro (0:06) Mobile mein Qur’an parhna? (0:13) Nokri mein haram aamdani ho to? (0:45) Wazu mein niyyat karna farz hai? (1:36) Taweez pehnana shirk hai? (2:54) Istikhara har kaam se pehle? (3:44) Teen talaq aik sath dena? (6:20) Message par talaq? (6:42) Nabaligh bachay ka nikah? (9:22) Darood Sharif kis waqt parhein? (9:40) Qareebi masjid mein namaz? (10:35) Khwab mein murday dekhna? (10:50) Ghar mein tasveer lagana? (11:12) Kya Allah har cheez maaf kar deta hai? (12:29) Surma lagana sunnat hai? (13:30) Make-up mein namaz? (14:04) Kafan ka rang safed hona lazmi hai? (14:50) Mayyat ko dua pohanchti hai? (15:17) Marne ke baad rooh wapas aati hai? (15:34) Kya Allah ko dekhna mumkin hai? (15:54) Ghair Muslim ka janaza attend karna? (16:45) Masjid mein zakat dena? (16:48) Juma ki khaas ibadat? (17:22) Surah Fatiha har rakat mein? (17:57) Baghair wazu masjid jana? (18:00) Co-education school mein parhna? (18:43) Ghar mein jamaat kara rahe hon to azan dena? (18:57) Har dua qabool hoti hai? (19:18) Khwab mein Nabi ﷺ ko dekhna haqeeqat hota hai? (20:25) Witr 3 rakat ya 1? (21:30) Sagay bhai ko zakat dena? (21:33) Madina janay ka sawab? (22:47) Azan ka jawab dena zaruri hai? (23:17) Pareshani Allah ki aazmaish hai? (23:37) Islam mein depression ka ilaj? (25:41) Pareshani mein rona gunah hai? (26:18) Masjid mein mobile ka istemal? (26:28) Kya duaon se qismat badal sakti hai? (27:13) Maqam-e-Ibrahim par namaz? (27:23) Hijab sirf sar dhankna hai? (27:34) Ghair Muslim ko zakat dena? (27:45) Aurat ka janaza mein jana? (27:54) Rizq mein tangi gunahon ka asar hai? (29:00) Istikhara ka khwab? (29:13) Jannat mein aurat ko duniya wala shohar milega? (29:52) Aurat ka halat-e-nifas mein azan ka jawab dena? (29:59) Aisa wazu theek hai? (30:06) Namaz-e-janaza mein Fatiha sunnat hai? (31:51) Nabeena imam ki imamat? (32:12) Aisi talaq ka hukum? (32:22) Fiqhi masail mein aik imam ko follow karna? (33:24) Rozay ka kaffara? (33:47) Online app par ijab o qabool? (34:18) Kisi ki zameen par zabardasti qabar banana? (34:34) Male doctor se aurat ka ilaj? (34:38) Zohar mein Maghrib ki niyyat kar li to? (34:47) Fasiq ki imamat? (34:59) Dauran-e-tawaf mobile par Qur’an sunna? (35:31) Zakat ka maal masjid ke bathroom mein lagana? (35:53) Azan ke dauran khana peena? (35:56) Aisa shohar zalim hai? (36:11) Nabaligh ki virasat ka hukum? (36:31) Ghair Muslim walidain ke liye dua? (36:35) Jaan boojh kar qaza namazon ki muafi? (37:26) Fiqhi masail mein jamhoor ki raaye ikhtiyar karna lazim hai? (38:01) Mayyat ke kafan ka kapra safed hona lazmi hai? (38:07) Biwi ke ilaj ka kharcha? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Masail Ka Hal - 512th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
2026/09/30
(0:00) Intro (0:02) Be-aulad khala ki virasat ki taqseem? (0:39) Ma’azoor larki ki shadi? (6:29) Lucky draw mein hissa lena? (6:37) Sirf aik ghar sab ki gas apni pressure machine se ghair qanooni le to? (8:46) Kashti walay ka haq dair se ada karna yaad aaye to? (9:07) Walidain aur rishtedaar saadgi se shadi par naraz ho jayein to? (10:00) Agency mein IT ke aisay job contracts ka hukum? (12:09) Tailor ke liye izafi raqam khud rakhna? (12:44) Qadiyani ke kunwain se pani peena? (13:14) Sharab ki aisi jagah namaz? (13:35) Zakat ka masla? (14:20) Family mein shadi ke liye walidain rukawat hon to larki wali ki ijazat ke baghair nikah kar le? (15:31) Shohar se biwi ke taalluqaat sahih hon lekin khwab mein kisi ke sath na-jaiz taalluq dekhein to? (16:26) Unmarried taya ki virasat ki taqseem? (17:03) Pak Army, Air Force, Navy mein jana? (18:51) New Muslim ke liye asaan Urdu masail / hadees ki kitab? (19:56) Kisi ko 5 lakh ki raqam par aisa munafa jaiz hai? (21:18) Masjid mein kursi par baith kar namaz parhna? (23:03) La-ilmi ki wajah se namaz mein Surah Fatiha aisay parhi to? (23:49) Menses ki aakhri hadd agar 10 din hai to ghusl kab karein? (24:51) Buri nazar se toba par muafi? (26:16) Namaz ke har sajde mein taadad taaq hona lazim hai? (27:25) Kirayedar ka aisa ghasab? (28:34) Apne dimagh ko fohash khayalat aur masturbation se kaisay door karein? (31:40) Agar kisi ko 30 din tak bleeding ho to paak kab hogi? (33:22) Business promotion ke liye female influencer? (35:47) Sunnat namaz ki qaza kyun nahi? (37:20) Shohar agar biwi ko akelay Umrah / safar par na le kar jaye to? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Masail Ka Hal - 511th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
2026/09/23
(0:00) Intro (0:07) Betay ka aqeeqa aisay karna? (1:10) 12 saal ke bachay ki tarbiyat kaisay karein? (3:05) Musalmanon ki tabahi ki wajah? (5:06) Hotels mein khana enjoy karne ki videos status par lagana? (7:32) Namaz mein hansi aa jaye to? (7:55) Spot trading? (8:13) Tobacco / cigarette business? (8:36) Aurat ke haath namaz mein chadar mein chhupay hon? (8:52) Virasat ki aisi taqseem? (9:50) 10 din se zyada bleeding ho to namaz? (10:10) Duty hours mein tilawat? (10:38) Islam mein saadgi ka mafhoom? (14:34) Kya tilawat ka YouTube channel banana Qur’an bechna hai? (15:34) AI ki aisi videos wala YouTube channel? (16:16) Qaza-e-umri? (16:38) Umrah ka tawaf isaal-e-sawab karna? Umrah karne walay ko Haji kehna? (18:41) Aisay shakhs ko zakat dena? (20:23) Attahiyat mein ungli? (20:40) Traffic laws ki pabandi na karne ka gunah? (21:51) Paon ke nakhun par mitti ho to wazu? (22:18) Umrah par janay walon ke aisay alfaaz? (22:46) Maali mustahkam shakhs ke baray bhai ki interference? (23:51) Virasat ki taqseem aur qarza? (25:27) Aisi qura’andazi? (25:50) Walidain vs nikah? (26:47) Zakat ki tareekh badal sakti hai? (27:12) Chhup kar nikah? (28:03) “Faryal Gul” naam ka bachi par asar? (28:34) Sutrah ki hadbandi? Namazi ke aagay se guzarna? (29:26) Agar qarz dene wala maaf kar de to? (29:36) Safar mein qasar? (30:45) Butt ke sath li gayi pic social media par share karna? (32:05) Meher mein sona rakhna? (32:30) Dammam, Riyadh ke distance mein qasar namaz? (33:05) Zameen ki milkiyat apne naam karana? (33:50) Jahaiz dene ke baad virasat ka hissa na dena? (35:15) Janazay mein taakhir karna? (36:09) Is baat par iman lana zaruri hai? (36:30) Peshab mein ehtiyat na karne se azaab-e-qabar ke waqia ki haqeeqat? (37:50) Bank account ki online payment ka commission sood hai? (38:49) Aisa sadqa? (39:30) Doosri biwi ke sath aisa sulook? (41:54) Walidain ki zindagi mein aulaad hissa mange to? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Masail Ka Hal - 510th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
2026/09/16
(0:00) Intro (0:02) Kisi aik fiqh ko follow karna kyun zaruri hai? (9:20) Teen talaq ko aik kehna? (12:10) Automatic washing machine mein napaak kapron ke sath pak dho liye to? (12:59) Imam ki shalwar takhnon se neechay ho to muqtadi ki namaz? (14:22) Automatic washing machine mein napaak kapron ki dhulai? (14:58) Peshab ke qatron ka masla? (16:15) Aisi company mein Juma parhna? (17:00) Kharab danton ki polish? (17:15) Aurat ki kharab sehat ki wajah se pregnancy rokna? (18:21) Doctor banain ya aalim? (19:49) Walida ke maa shareek bhai se parda karna? (21:24) Virasat ka masla? (21:48) Aise school tests ka hukum? (22:30) Agricultural land case? (23:13) Aise hostel mein qasar namaz? (24:08) Aasaib zada shakhs ka nikah na karna? (26:25) Mozon par masah karna? (28:00) Online subscription ki trials ki raqam ka hukum? (29:30) Biwi ko divorce ke haq ka veham? (30:14) Hawa kharij hone par istinja? (30:24) Esai larki se mohabbat ho jaye to nikah ka hukum? (31:44) Na-mehram se business chatting ka hukum? (32:42) Aise alfaaz se talaq? (33:13) Rukhsati se pehle tanseekh-e-nikah karna? (34:45) Sajda-e-sahw kab wajib hota hai? (36:05) Azan ke dauran tilawat? (36:12) 19 saala larki ki shadi mein ghar walay rukawat hon to? (36:50) Jinnat ki haqeeqat aur jinnat nikalne walay molviyon ki haqeeqat? (38:03) 24 saala nabeena berozgar shakhs nikah kaisay kare? (39:41) University projects ke liye group study? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Masail Ka Hal - 509th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
2026/09/09
(0:00) Intro (0:03) Bachay ka jhoot pakra jaye to tarbiyat kaisay karein? (1:12) Arabic mein dua afzal hai ya Urdu mein? (2:48) Mard apni biwi ko make-up na karne de to? (3:58) Hazrat Khizar (AS) ke baare mein ghalat aqeede rakhne se insan kafir ho jata hai? (5:24) Billi ka luaab napaak hai? (6:27) Aurat agar shohar ke rishtedaron se sakht rawayya rakhe to gunahgar hogi? (7:08) Ghalti se kisi ko dukh dene ka kaffara? (7:19) Walidain aulaad ka zabardasti rishta kar sakte hain? (7:41) Bachon ke music toys? (8:20) Shadi se pehle larka larki ki kitni guftagu jaiz hai? (9:46) Mohalle ki masjid ke imam ki ghaltiyon par tanqeed karna? (12:09) Kisi aurat ka naam buland awaaz mein pukarna gunah hai? (12:57) Prize bond? (13:04) Walid agar maa ki raza ke baghair doosri shadi kare? (13:20) Chori ki cheez ka istemal? (13:38) Online cheez mein aib nikal aaye to wapas karna? (13:50) Hansi mazaq mein kisi ki awaaz ki naqal karna? (14:38) Gane ki tarz par naat parhna? (15:11) Khawateen ke liye online business mein mardon se chatting? (15:26) Bachon ke tasveer walay khilone? (17:05) Peeri mureedi shirk hai? (19:00) Kya shohar biwi ko mobile na rakhne ka hukum de sakta hai? (20:55) Kisi ki gheebat sun kar khamosh rehna gunah hai? (21:24) Kya ghar mein Qur’an zor se parhne se shaitan bhaag jata hai? (21:54) Mard ke liye kaan mein bali pehenna? (22:04) Mazaq mein talaq? (22:38) Bachay ki paidaish par meetha bantna sunnat hai? (24:20) Ghar mein ghair Muslim mulazim rakhna? (24:28) Nikah ke waqt haq mehr na rakhne se nikah batil? (25:26) Agar shohar biwi ko rishtedaron se milne se mana kare to? (26:30) Miyan biwi ke darmiyan hone wali baatein doosron ko batana gheebat hai? (26:50) Zehni dabao mein talaq? (27:38) Shak ki bunyad par biwi ka mobile check karna? (27:53) Aurat agar shohar ko deen par lane ke liye sakht jumlay bole to? (28:49) Agar biwi ghar ke kaam kaaj se inkar kare to? (30:37) Shohar agar nashay mein talaq de to? (33:23) Jhagra kar ke maike jane wali biwi ka kharcha kis ke zimmy hai? (34:02) Biwi apni kamai shohar se chhupaye? (35:13) Roze ki halat mein miyan biwi ka hansi mazaq ya haath lagana makrooh hai? (35:28) Biwi agar shohar ke walidain se badtameezi kare to talaq dena? (37:15) Mard ne qasam khai ke biwi ko haath nahi lagaye ga to kaffara? (38:02) Aurat iddat mein ho aur is dauran kisi ne rishta bhej diya to? (38:41) Kya mard ke liye tight kapray pehenna? (38:52) Shohar ki ghalti sab ko batana? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Live Masail Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
2026/09/02
(0:00) Intro (0:53) Ehraam ke liye sunglasses aur mask? (1:36) Agar masjid mein imam sahab sirf chanda par bayan karein to? (2:40) Na-jaiz paison se ghareeb ki madad? (3:05) Hafte mein 2–3 sessions (3:18) Stock market halal ya haram? (4:08) Cancer se shifa ka wazeefa? (4:39) Hajj ki namaz mein logon ke masail (5:19) Iqamat ke alfaaz dohrana? (5:45) Job ke liye experience zyada batana? (7:00) Bachi ka aqeeqa yaad na ho to? (7:55) Beema policy jaiz hai? (8:00) Gold ki zakat (8:33) Marhooma walida agar namaz ki pabandi nahi karti thi to? (9:10) Murday ko isaal-e-sawab ka pata chalta hai? (9:17) 19 saala naujawan par walida ka ilzaam (10:00) Sahib-e-nisaab ki zakat (11:10) Raf-ul-yadain karna? (13:54) 19 saala naujawan ki shadi ka masla (14:30) Surah Yusuf ayat 11 ki pronunciation (15:01) Shawwal ke 6 rozay? (15:09) Sar ke baal agar kanon tak aa jayein to? (16:07) Mufti sahab ko khwab mein dekhne wala listener (16:25) India ka water problem (16:56) Business ki har baat walida ko batana? (17:22) 10 saal baad udhar ki wapsi ki value? (18:00) Ahl-e-Hadith ke asar ki azaan ke waqt zuhr parhna? (18:29) Haath par zikr ka tareeqa (18:45) Talaq ka masla (19:01) Exams / studies mein konsa zikr kasrat se karein? (19:22) College ke waqt namaz qaza ho jaye to? (19:38) Zarurat ke waqt hijab utarna paray to? (19:54) Gichhi se pakra chhoot gaya, aurton ki taraweeh (20:42) YouTube earnings par Mufti sahab ka fatwa (22:10) Aise pani ka kya hukum? (22:29) Vehmi ka ilaj? (22:45) Bida’ati ke peeche namaz ho jati hai? (22:57) Eid ki namaz mein sajda-e-sahw? (23:22) Talaq ka masla (24:00) Mard sar ke baal kitne rakhein? (Sahil Adeem jitne?) (24:15) Army Chief ka ta-hayat istasna Islam mein jaiz? (25:25) Walid ki haram kamai (26:07) 7 tola chandi ka nisaab (26:30) Al-Falahia masjid mein construction work (26:43) Content creating mein hadees (27:04) Khawateen ko Qur’an yaad na ho to taraweeh? (27:27) Mufti sahab ki videos upload karna? (27:43) Allama Ilahi Zaheer ki Trump se meeting (28:34) Chehre ke danon ka ilaj (28:53) Bila wajah sajda-e-sahw ka gunah (29:14) Fatwa ki gunjaish par kaam karne wala jannati hai? (29:53) Qur’an mein Eid takbeerat? (30:15) University mein zuhr (30:51) Naujawanon ke liye kitab ka naam (31:04) Shadi ke liye bhai agar behas kare to? (31:16) Ta-hayat istasna par ulama ki awaaz (31:26) Na-mehram ke liye dua karna? (31:40) 20 rakat taraweeh wala reaction clip kab upload hoga? (32:59) Mini martial law (33:26) Mufti sahab kali pagri kyun nahi pehente? (33:34) Mufti sahab TV Ramazan transmission mein kyun nahi jate? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Ask Mufti Tariq Masood | 508th Session - Masail Ka Hal
2026/08/31
(0:00) Intro (0:02) Ghar Mein Pari Purani Tasveeron Ke Frame? (0:21) Daftar Mein Cold Drink Sab Ne Milkar Kharidi, Aik Shakhs Ne Hissa Nahi Dala, Kya Uskay Liye Peena Jaiz Hai? (1:10) Naiki Kar Ke Video Banana? (2:23) Parosi Ke Darakht Ka Phal Khana? (3:04) Paltu Khargosh Salan Ke Liye Katna? (4:46) Walidain Apni Aulad Ke Nikah Mein Ghair Zaruri Takheer Karein? (6:22) Social Media Par Kisi Ke Khilaf Tanzia Memes Banana? (7:02) Na-Mehram Ko Salam Ka Msg Karna? (7:25) Walid Ke Inteqal Ke Baad Qarz Utarnay Ki Zimmadari Kis Ki Hai? (8:22) Aurat Apnay Zaiwar Ki Zakaat Shohar Se Dilwaye To? (8:56) Ghar Safai Ke Dauran Jaye Namaz Par Paon Par Jaye To? (9:02) Mobile Par Bazi Laganay Walay Challenge Games Khelna? (9:18) Biwi Ke Rishtaydar Shohar Se Paisay Mangein To? (11:32) Walidain Bachon Ki Pocket Money Se Paisay Wapis Le Saktay Hain? (12:01) Kisi Ne Qarz Le Kar Wapis Na Kiya Aur Mar Gaya To? (12:42) Road Par Pari Raizgari Uthana? (13:09) Kapron Par Kuttay Ke Baal Lag Jayein To? (13:21) Company Ki Gari Ka Zaati Istemal Karna? (14:03) Namaz Ka Waqt Yaad Na Rahay To Mobile App Par Aetamad Kar Saktay Hain? (14:15) Hospital Ki Parchi Doosray Ko Dena? (14:36) Ghair Muslim Mulk Mein Wafat Ho Jaye To? (15:29) Aurat Ghussay Mein Maykay Chali Jaye To? (15:39) Ghar Mein Online Dars-e-Qur'an Ka Sawab? (15:45) Wada Tornay Ka Kaffara? (15:57) Bachay Ko Mobile Par Cartoon Dikhana? (17:07) Khanay Par Bismillah Bhool Jayein To? (17:42) Boorhay Walidain Ko Old Home Mein Rakhna? (23:28) Masjid Mein Intizamia Ka Chanday Ke Paison Se Lunch Karna? (23:50) Na-Mehram Se Ghair Ikhtiyari Aankh Mil Jaye To? (24:17) Sonay Ki Angoothi Pehennay Walay Mard Ki Namaz? (24:39) Majboori Mein Jhoot Bolna? (25:59) Aurat Ko Apni Jaidad Bechnay Ke Liye Shohar Ki Ijazat Zaruri Hai? (27:07) Maa Ko Chor Kar Umrah Par Jana? (27:35) Ganay Sunnay Ki Aadat Kaisay Chorein? (27:46) Ghar Mein Zaati Qarzon Ki Tafseel Likh Kar Rakhna? (28:13) Kisi Cheez Ka Ghalat Review Dena Jhoot Hai? (28:23) Shadi Ke Baad Biwi Ka Naam Badalna? (29:37) Ghar Mein Jinn Ka Khauf Ho To Kya Karein? (30:14) Aurat Ke Liye Oonchi Awaaz Mein Hansna? (30:31) Behnoi Se Parda Karna? (31:07) Kisi Ki Phone Call Bar Bar Reject Karna? (31:23) Walidain Agar Aulad Mein Barabari Na Karein To? (32:14) Agar Ustad Bachon Ko Maray To Walidain Karwai Kar Saktay Hain? (32:58) Chori Ki Muafi? (33:05) Udhaar Denay Ke Baad Bar Bar Wapis Mangna? (33:27) Online Nikah Ke Baad Rukhsati Na Ho To Rabta Karna? (34:00) Walidain Ki Nafarmani Se Rizq Kam Ho Jata Hai? (34:16) Billi Ko Ghar Mein Palna? (35:11) Soodi Bank Ka Card Rakhna Gunah Hai? (35:44) Kisi Ki Shadi Par Na Janay Ka Gunah Hota Hai? (36:52) Mardon Ka Perfume Laga Kar Masjid Jana? (37:00) Aurat Ka Raat Ko Saheliyon Ke Saath Bahir Guzarna? (37:45) Aurat Ke Nakhun Baray Hon To Wazu? (38:11) Kya Larki Ka Baghair Mehram Ke Taxi Mein Jana? (38:17) Kisi Ke Plot Par Ghalti Se Ghar Bana Liya To? (38:41) Masjid Mein Baith Kar Phone Par Video Dekhna? (39:02) Na-Mehram Ko Behen Kehna? (39:26) Social Media Ke Influencers Ko Paisay De Kar Video Banwana? (39:41) Mayyat Ke Kapray Sadqa Dena Zaruri Hai? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Ask Mufti Tariq Masood | 507th Session - Masail Ka Hal
2026/08/29
(0:00) Intro (0:02) Walidain Ke Dabao Mein Biwi Ko Talaq Dena? (0:36) Chhoti Umar Ki Larki Ka Nikah Tay Kar Diya To? (1:12) Talaq Ka Vehmi? (1:25) Maykay Mein Rehnay Wali Aurat Ka Nan-Nafqa? (1:40) Masjid Mein Mobile Charge Karna? (2:01) Fotgi Ke Teesray Din Khana Taqseem Karna? (2:19) Larkon Ka Chain/Locket Pehenna? (2:33) Walid Apni Beti Ke Zaiwarat Zabardasti Le Lein To? (3:35) Susral Mein Rehtay Huay Biwi Ki Privacy? (4:47) Ghair Muslim Neighbours Ke Tohfay Aur Tehwar? (5:43) Ghair Muslim Mulk Mein Islami Bank Na Ho To? (6:02) Koi Cheez Ghalti Se Tor Di To Qeemat Dena? (6:12) Kisi Ki Office Ki Purani Used Cheez Istemal Karna? (6:34) Dhokebaz Faqeer Ko Zakaat De Di To? (6:55) Qaza-e-Umri? (7:09) Gheebat Bharay Msg Ko Share Karna? (7:18) Ghair Muslim Mulk Ke Hotel Mein Halal Likha Ho To? (8:30) Amanat Ki Cheez Chori Ho Jaye To? (8:47) Zaujain Ke Jhagray Mein Baron Ka Faisla Manna? (9:15) Baghair Ijazat Kisi Ka WiFi Istemal Karna? (9:26) Ghair Muslim Dost Ko Qur'an Ka Tarjuma Tohfay Mein Dena? (9:33) Bila Waja Shohar, Biwi Ka Mobile Istemal Kar Sakta Hai? (9:43) Female Doctor, Male Patient Ka Ilaj Kar Sakti Hai? (9:58) Zakaat Se Kisi Ka Medical Operation Karaya Ja Sakta Hai? (10:31) Na-Mehram Se Online Conversation Jaiz Mozu Par? (10:51) Fajar Ki Azan Ke Baad Sona? (11:59) Aamil Ya Taweez Walay Ko Paisay Dena? (12:35) Kamzor Yaddasht Wala Agar Surah Ghalat Parhay? (12:54) Ghair Muslim Se Dosti? (13:34) Jaan Boojh Kar Namaz Mein Takheer Karna? (14:19) Kisi Ki Gali Ka Jawab Dena? (14:49) Imam Tilawat Mein Ghalti Karay, Muqtadi Na Bataye To? (15:07) Masjid Mein Chanda Jama Karne Walon Ko Tankhwa Dena? (15:48) Group Study Karna? (16:28) Qur'an Ki App Wala Mobile Gir Jaye To? (16:47) Masnoon Duayein English Mein Parhna? (16:58) Nikah Mein Gawahon Ka Musalman Hona Zaruri Hai? (17:05) Imam Se Naraz Ho Kar Masjid Badalna? (17:30) Khel Kheltay Huay Qasam Kha Li To? (17:45) Ghar Mein Lagi Ghari Mein Azan Ka Alarm Lagana? (20:08) Bhai Par Jhoota Ilzam Lagana? (20:21) Non-Muslim Neighbour Ki Taziyat? (20:41) Non-Muslim Neighbour Ki Taziyat? (20:52) Ghar Mein Lagi Tasveeron Se Farishton Ka Na Aana? (21:20) Biwi Ke Kehnay Par Walidain Ko Waqt Na Dena? (21:44) Nail Polish? (22:14) Kai Saal Ki Namazein? (22:41) Virasat Taqseem Na Karna? (22:56) Nikah Mein Walid Ki Narazi? (23:25) Qur'an Khwani? (25:30) Ghussay Ka Ilaj? (26:40) Jadu Tonay Par Yaqeen? (27:03) Walidain Ki Badduayein? (28:03) Qur'an Ki Be-Hurmati? (28:16) Cousin Se Batein Karna? (29:03) Aisa Jhoot? (29:13) Shohar Ki Kamzoriyan Bahir Sunana? (29:44) Ghar Mein Jinnat Ki Aawazein Aana? (30:22) Namaz Mein Mobile Ringing? (30:27) Kala Dhaga Bandhna? (31:02) Biwi Ke Liye Alag Ghar? (31:38) Haftay Ke Din Sadqa? (31:45) Hasad Ka Ilaj? (32:42) Mix Gathering In Schools? (33:38) Baghair Ijazat Kisi Ka Qalam Istemal Karna? (33:59) Shohar Biwi Ko Password Na De To? (34:11) Dil Mein Buray Khayal? (34:21) Specific Ring's Curse? (34:38) Bar Bar Tauba Tootna? (35:13) Alag Ghar Ki Isteat'at Na Ho To? (36:34) Shadi Ke Baad Larki Taleem Jari Rakhna Chahay To Shohar Ka Rokna? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Ask Mufti Tariq Masood | 506th Session - Masail Ka Hal
2026/08/27
(0:00) Intro (0:02) Behen Agar Namazein Qaza Karay To Sakhti Karna? (0:36) Ghar Mein Speaker Par Oonchi Awaaz Mein Naat Chalana? (0:46) Juma Na Parhnay Se Dil Kala Ho Jata Hai? (1:10) Walida Khawab Mein Sadqa Denay Ka Kahein To? (1:39) Khana Khatay Waqt Mobile Par Video Chalana? (4:40) Biwi Saas Ki Be-Adbi Karay To Shohar Ka Farz? (5:33) Shohar Ka Bar Bar Talaq Ki Dhamki Dena Gunah Hai? (6:41) Virasat Ki Aisi Taqseem? (6:47) Mohallay Ki Masjid Walon Ka Bar Bar Chanda Mangna? (8:30) Bachon Ko Music Class Ki Ijazat? (10:57) Rishta Tay Honay Ke Baad Larka, Larki Ka Batein Karna? (11:07) Lafz Aazad Se Talaq? (12:17) Walid Ne Agar Behnon Ka Haq Ada Nahi Kiya? (12:45) Walidain Beti Se Zabardasti Parda Kara Saktay Hain? (13:43) Shohar Ke Walidain Bar Bar Ghar Aa Jayein To? (16:21) Ghareeb Rishtaydar Ko Qarz Dena Zakaat Mein? (16:29) Aisi Qasam? (16:43) Wall Clock Mein Azan Ki Awaaz Ka Alarm Ka Ehtram? (19:09) Bhai Par Jhootay Ilzam Ki Tauba? (19:40) Ghair Muslim Neighbour Ki Taziyat Karna? (19:51) Ghar Mein Tasveer Latkana? (20:21) Biwi Agar Ye Baat Kahay To? (20:45) Nail Polish Lagana? (21:13) Kai Saal Ki Qaza Namazein? (21:42) Behen Bhai Virasat Taqseem Na Karna Chahain To? (21:56) Walid Ko Naraz Kar Ke Shadi Karna? (22:25) Kisi Ke Marnay Par Qur'an Khwani Karna? (24:29) Ghussay Ka Ilaj? (25:40) Jadu Tonay Par Yaqeen Shirk Hai? (26:02) Maa Baap Ki Badduayein Jald Qabool Hoti Hain? (27:04) Ghar Mein Qur'an Ki Be-Hurmati Ho Jaye To? (27:15) Cousin Se Free Hona? (28:02) Dost Ke Liye Jhoot Bolna? (28:12) Kisi Aurat Ka Apnay Shohar Ki Kamzoriyan Bahir Sunana? (28:44) Ghar Mein Jinnat Ki Aawazein Aana? (29:22) Namaz Mein Mobile Ringing? (29:27) Nazar-e-Bad Ke Liye Kala Dhaga Bandhna? (30:02) Biwi Ka Shohar Se Alag Ghar Ki Demand Karna? (30:37) Haftay Ke Din Sadqa? (30:45) Dil Mein Kisi Se Hasad Ho Jaye To? (31:42) School Mein Larkon Ke Saath Larkiyon Ka Baithna? (32:36) Baghair Ijazat Kisi Ka Qalam Istemal Karna? (32:59) Shohar Biwi Ko Mobile Password Na De To? (33:10) Dil Ke Waswasay? (33:20) Khas Ring Ki Nahoosat? (33:38) Bar Bar Tauba Tootna? (34:14) Alag Ghar Ki Isteat'at Na Ho To? (34:14) Larki Agar Shadi Ke Baad Taleem Jari Rakhna Chahay To Shohar Ko Roknay Ki Ijazat? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Ask Mufti Tariq Masood | 505th Session - Masail Ka Hal
2026/08/24
(0:00) Intro (0:07) Barkat Kya Cheez Hai? (4:48) Ghair Muslim Mulkon Mein Students Kaisay Namaz Parhain? (5:36) Ghair Muslim Mulk Mein Nikah Khwan Maujood Na Ho To? (7:35) Jab Ghusal Farz Ho To Jahan Baithein Gay Wo Jagah Napak Ho Jati Hai? (7:45) Bhai Ki Shadi Behen Ki Sotaili Beti Se Karana? (8:14) Larkay Ki Shadi Zabardasti Ho Gayi To? (14:13) School Mein Chhotay Bachon Ko Samjhanay Ke Liye Printed Tasveer Ka Hukam? (14:36) Sharai Uzr Ki Waja Se Jamaat Na Ja Sakay To Sawab? (15:41) Agar Larkay Ke Aqeeqay Mein Aik Gaaye Kar Dein To? (16:15) Fake ID Banana? (16:57) Baghair Bataye Sadqa Dena? Sadqa Kahan Dein? (17:34) Qur'an Ki Tilawat Khamoshi Se Sunna, Ka Matlab? (19:46) Zinda / Murda Rishtaydaron Ke Liye Umrah Karna? (20:58) Witr Mein Dua-e-Qanoot Bhool Gaye To? (21:48) Larki Se Haram Relationship Rakhna? (24:25) Jootay Pehnay Huay Hon To Qur'an Ki Tilawat Karna? (24:56) Hadsay Mein Inteqal Huay Shakhs Ko Agar Company Paisay De To? (25:21) Qasar Namaz Ka Masla? (25:47) Bachon Ko Kis Umar Mein Wazu Se Namaz Ka Kahein? (27:48) Kya Makri Marna Jaiz Hai? (28:21) Qibla Awwal Ki Taraf Paon Kar Ke Sona? (28:26) Imam Agar Surah-e-Fatiha Ke Baad Waqfa De To? (Ijtehadi Ikhtilaf) (30:09) Novel Parhna Kaisa Hai? (30:38) Kya Musalman Mandir Ya Church Mein Namaz Parh Sakta Hai? (32:52) Bank Ke Soodi Loan Ka Hukam? (34:10) Baap Apni Zindagi Mein Ghar Baray Betay Ko De De To? (35:00) Sitaron Ka Haal Jannay Walon Ka Hukam? (36:05) Ghusal Ke Baad Naak Mein Pani Dalna Bhool Gaye To? (36:20) Char Saal Se Shohar Nan-Nafqa Na De To? (38:35) Bank Se Qiston Par Gari Lena? (38:41) Jaan Kar Qaza Namaz Ki Adaigi Ka Tariqa? (38:50) 11 Saal Ki Bachi Burqa Pehnay? (39:26) Aurat Ka Match Dekhnay Jana? (40:26) Online Shares Ki Trading? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Ask Mufti Tariq Masood | 504th Session - Masail Ka Hal
2026/08/22
(0:00) Intro (0:05) Biwi, Shohar Ki Ijazat Ke Baghair Apni Kamai Walidain Ko De Sakti Hai? (0:15) Mayyat Ke Kapray Khairat Mein Dena? (0:44) Shadi Shuda Larki Raat Guzarnay Walidain Ke Ghar Jaye To Shohar Ki Ijazat Zaruri Hai? (0:51) Bemari Ki Waja Se Mamool Ke Zikr Chor Dena? (1:14) Shohar Ke Kehnay Par Pehna Hua Zaiwar Bechna? (1:28) La-Ilmi Mein Soodi Bank Card Istemal Kar Liya To? (1:35) Bike/Gari Ki Life Insurance Karana? (1:48) Nabaligh Bacha Mobile Mein Ganay Sunay To Walidain Ko Gunah? (2:06) Mizaj Na Milnay Par Biwi Alaidgi Ka Mutalba Kar Sakti Hai? (3:41) Maykay Walon Ka Bar Bar Biwi Ko Bulana? (4:26) Juma Ke Din Qabristan Jana? (4:33) Maa Baap Aulad Ki Kamai Apni Marzi Se Kharch Kar Saktay Hain? (5:01) Mukammal Ikhtiyar? (5:03) Mobile Mein Qur'an Sunnay Ke Liye Wazu Karna? (5:08) Aurat Haath Par Mehndi Laga Kar Namaz Parh Sakti Hai? (5:31) Zabardasti Nikah? (5:34) Online Maal Farokht Karna? (6:19) Zalim Ke Liye Baddua Karna? (6:31) Jadu Ke Shak Mein Rishta Torna? (6:50) Biwi, Shohar Ki Ijazat Ke Baghair Hospital Job Kar Sakti Hai? (7:13) Mard Ka Kaan Mein Challa Pehenna? (7:17) Walidain Ki Ijazat Ke Baghair Naukri Karna? (7:22) Biwi Agar Shohar Ke Mobile Mein Ghair Zaruri Cheezein Dekh Le To? (8:13) Biwi, Shohar Ke Account Ki Transaction Check Kar Sakti Hai? (8:19) Masjid Mein Oonchi Tilawat? (8:30) Baddua Se Taqdeer Badalna? (9:14) Aurat Ka Mehram Ke Liye Makeup Karna? (9:23) Sotaili Maa Ka Ehtram? (9:45) Shohar Ka Biwi Par Haath Uthana Gunah-e-Kabira Hai? (11:06) Paltu Parinda Rakhna? (11:09) Bartan Dhona, Kapray Dhonay Se Inkaar? (11:55) Shohar Biwi Ko Parda Karanay Par Majboor Kar Sakta Hai? (12:39) Parosi Ke Darakht Ka Phal? (12:59) Masjid Mein Bachon Ko Lana? (13:25) Nikah Mein Ganay Bajana? (13:45) Larki Ko Kam Meher Par Majboor Karna? (14:10) Maa Baap Ke Marnay Ke Baad Behen Bhaion Ka Kharcha? (14:26) Chori Ki Cheez Istemal Karna? (14:37) Late Night Ghar Aanay Par Biwi Ka Shohar Se Poochna? (14:56) Musalsal Gheebat Karne Walay Se Taaluq Rakhna? (15:21) Larki Motorcycle Chala Sakti Hai? (16:17) Ustad Ka Shagird Par Haath Uthana? (16:46) Agar Koi Larki Nikah Ke Waqt Umar Kam Bataye? (17:09) Ghar Mein Kaam Wali Ko Zakaat Dena? (17:34) Dewar Bhabi Ka Hansi Mazaq? (17:46) Betay Ka Walidain Ko Samjhana? (18:14) Har Baat Par Qasam Khanay Ki Aadat? (18:37) Nikah Ki Rasmein Karna? (18:52) Online Games Mein Lucky Draw Ka Hukam? (19:08) Biwi Ka Chup Kar Qarza Lena? (19:28) Dewar Ke Samnay Burqa Lena? (19:48) Social Media Par Mazaq Mein Jhoot Bolna? (20:05) Qabar Ke Samnay Haath Bandh Kar Kharay Hona? (20:09) Bacha Raat Ko Dar Jaye To? (20:36) Zaujain Ki Private Batein Doosron Ko Batana? (20:49) Nashay Mein Talaq? (21:09) Aurat Ka Oonchi Awaaz Mein Hansna? (21:30) Kisi Ke Liye Dil Mein Bura Sochna? (21:41) Paltu Kuttay Ka Ghar Ke Bahir Rakhna? (22:07) Biwi Ko Shohar Ke Rishtaydaron Se Parda? (22:43) Ghussay Mein Aisay Alfaz Se Talaq? (23:26) Ghair Muslim Ke Liye Dua? (23:33) Maa Ki Nafarmani Ki Talafi? (23:52) Saas Bahu Par Zulm Karay To? (24:03) Naach Ganay Wali Shadi Mein Shirkat? (24:05) Bachon Ko Mobile Dena? (24:11) Qasam Tornay Ka Kaffara? (24:37) Bhikariyon Ko Paisa Dena? (24:55) Mayyat Ko Dafnanay Ke Baad Qabar Ke Paas Parhna? (25:18) Namaz Mein Mobile Ringing? (25:25) Ghar Mein Qur'an Ko Oonchi Jagah Rakhna? (25:30) Shohar, Biwi Ke Ghar Walon Ko Bura Bhala Kahay To? (25:48) Aurat Ke Liye Paon Ki Payal? (26:07) Bachon Ki Salgirah Manana? (27:21) Biwi Agar Shohar Se Paisay Mang Kar Sona Le To? (27:33) Farz Namaz Ke Baad Haath Utha Kar Dua? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Ask Mufti Tariq Masood | 503rd Session - Masail Ka Hal
2026/08/20
(0:00) Intro (0:05) Mobile Par Azan Ki Awaaz Par Namaz Ka Waqt? (0:46) Wakeel Ke Baghair Sirf Gawahon Se Nikah? (1:18) Aaza-e-Wazu Par Plaster Ho To? (1:34) Aurat Ka Video Call Par Na-Mehram Se Baat Karna? (1:55) Isharay Ke Alfaz Mein Talaq? (2:33) Nabaligh Ka Nikah? (3:54) Aurat Halat-e-Haiz Mein Masjid Mein Dakhil Ho Sakti Hai? (4:07) Kiraya Ki Dukan Ki Zakaat? (4:37) Fajar Ki Sunnat Qaza Karna? (5:21) DNA Se Bachay Ka Nasab/Gender Maloom Karna? (7:06) Bank Mein Rakhi Gayi Raqam Par Milnay Walay Profit Ka Hal? (7:24) Agar Namaz Mein Bhool Kar 2 Bar Qaida Kar Liya To? (7:39) Aurat Ka Masjid Mein Mardon Ke Peechay Imamat Karna? (8:00) Internet Par Maujood Qur'an Ki Tilawat Ko Sawab Ki Niyyat Se Sunna? (8:28) Aisay Wazu Mein Namaz Parh Li To? (8:47) Aaj Kal ID Ya Tasveer Ke Baghair Nikah? (9:15) Shohar Ki Marzi Ke Baghair Biwi Job Karay To? (9:48) Nafli Namaz Ki Imamat? (10:32) Kafir Ka Virasat Mein Hissa? (10:45) Namaz Mein Mobile Ki Ringtone Bajay To? (10:57) Khawateen Oonchi Awaaz Mein Tilawat Kar Sakti Hain? (11:27) Mozon Par Masah? (12:08) Mard Ke Liye Sar Par Mustaqil Topi Pehenna? (12:45) Aurat Ka Shohar Ko Zakaat Dena? (13:21) Qur'an Ki Tilawat Ka Baghair Samjhay Bhi Sawab? (14:06) Shohar Gum Ho Jaye Aur Salon Tak Wapis Na Aaye To Doosra Nikah Kab Karay? (15:03) Namaz Mein Haath Seenay Par Bandhna Sunnat Ya Naaf Ke Neechay? (16:06) Mard Ke Liye Aik Muthi Se Kam Darhi Rakhna? (18:33) Musalman Ko Marhoom Kehna? (18:47) Shohar Ki Ijazat Ke Baghair Nafli Roza Rakhna? (20:44) Nabaligh Bachay Ke Jhoot Par Walidain Ko Gunah? (21:27) Juma Ki Namaz Ke Baad Zohar Parhna? (21:49) Imam Surah Fatiha Ke Baad Bhool Jaye To? (22:09) Kafir Ko Zakaat Dena? (22:37) Online Nikah? (23:22) Aurat Ko Apnay Shohar Ki Kamai Poochnay Ka Haq Hai? (24:10) Mard Ke Liye Sonay Ki Angoothi Pehenna? (24:29) Rozay Mein Bhool Kar Khana? (25:04) Khawateen Aik Doosray Ke Samnay Baghair Parday Ke Reh Sakti Hain? (26:25) Aik Aurat Do Mardon Ki Biwi Aik Waqt Mein Ban Sakti Hai? (26:44) Nabaligh Bachi Ka Nikah Wali Ki Marzi Ke Baghair? (27:00) Dauran-e-Namaz, Mobile Ka Jawab Dena? (27:11) Musalman Doctor, Hindu/Esai Mareez Ko Naseehat Kar Sakta Hai? (27:39) Aurat Ka Baghair Mehram Ke Hajj, Umrah Par Jana? (27:47) Masjid Mein Mobile Par Videos Dekhna? (28:20) Imam Ke Peechay Surah Fatiha Parhna Zaruri Hai? (30:47) Azan Ke Waqt Baat Karna? (31:03) Juma Ke Khutba Ke Waqt Baat Karna? (31:25) Safar Mein Qasar Namaz? (31:54) Qarza Le Kar Qurbani Karna? (32:10) Aik Hi Din Mein Do Juma Parhna? (32:22) Wazu Mein Paon Dhona Farz Hai? (32:32) Aurat Aetakaaf Kar Sakti Hai? (32:51) Juma Ki Namaz Ke Baghair Zohar Parhna? (33:16) Zakaat Kin Cheezon Par Farz Hai? (33:46) Bachon Ko Roza Rakhnay Par Majboor Karna? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Podcast reviews

Read Ask Mufti Tariq Masood Podcast podcast reviews


5 out of 5
2 reviews

Podcast sponsorship advertising

Start advertising on Ask Mufti Tariq Masood Podcast relevant audience podcasts


What do you want to promote?