1827641430
Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Advertise on podcast: Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Rating
★★★★★
5
from
1 reviews
This podcast has
533 episodes
Language
English
Explicit
No
Date created
2025/07/19
Latest episode
2026/10/12
Average duration
41 min.
Release period
1 days

Description

Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood Complete Quran explained in Urdu with Arabic grammar, word-by-word breakdown, and deep Tafseer from Mufti Tariq Masood’s original lectures uploaded on his main Youtube channel Mufti Tariq Masood Speeches Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Unlock Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood podcast Email contact info,
Listeners & Audience details

Email contact information

Direct podcast contact details

Listeners

Audience numbers & engagement insights

Audience details

Podcast Insights

Podcast episodes

Check latest episodes from Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood podcast


Tafseer-e-Quran Class #531 (Surah Zariyat Rukoo #01/02) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
2026/10/12
(0:00) Intro (0:17) Surah Zariyat – Ruku 01 (Lafzi Tarjuma + Grammar) (9:20) Badal banany wali hawain – Allah ki qudrat (10:12) Bojh uthany wali hawain (11:37) Badlon ka aasani se barasna (12:33) Badlon ki 3 qasmain – qayamat ki daleel (14:39) Be-sanad batain karne walay (17:27) Qayamat me kafiron ka haal (17:57) Qayamat me naik logon ka haal (19:38) Raat ko kam sona – jannat ki basharat? (21:29) Tahajjud ki aadat (22:38) Maal me ghareebon ka hissa (23:29) Professional bhikariyon ko dena? (24:17) Allah ki qudrat – maut ke baad zindagi ki daleel (26:24) Surah Zariyat – Ruku 02 (Lafzi Tarjuma + Grammar) (35:14) Hazrat Ibrahim (AS) aur farishton ka waqia (38:25) Baity ki khush khabri (39:33) Qaum-e-Loot ki halakat ki khabar (40:34) Qaum-e-Firaun, Aad, Samood, Nooh – ibrat (42:23) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #530 (Surah Qaaf Rukoo #03) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
2026/10/11
(0:00) Intro (0:17) Aaj ke dars ka khulasa (0:31) Insani dil ke waswason ka ilm — Allah ka kamil ilm (2:28) Insan ke aamaal likhe ja rahe hain (3:24) Kiraman Katibeen ka ta’aruf (5:46) Aamaal ka record pesh kiya jana (8:26) Aankhon se parday hatne ka din (10:03) Kuffar ka Jahannum ki taraf hanka jana (12:04) Jahannum mein shaitan se mukalma (13:54) Ahl-e-Jahannum se Allah ka khitab (15:00) Allah zulm nahi karta (16:38) Surah Qaaf Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar) (25:38) Jahannum ka bhar jana — nafarmanon se (27:25) Jannat ka muttaqeen ke qareeb lana (29:01) Jannati log — Rehman se darne walay, paak dil walay (29:53) Dil ki paaki ki ahmiyat (31:11) Hadith ke mutabiq Jannati shakhs (31:39) Zikrullah — dil ki islaah ka zariya (31:51) Jannatiyon ki khushi — hamesha ka ghar (32:19) Jannatiyon ka Allah ko dekhna (33:41) Taqatwar qaumon ka ibratnak anjaam (36:47) Surah ka ikhtitam — Allah ki qudrat ka bayan (37:35) Nabi (SAW) ko sabr, namaz aur hamd ki talqeen (38:53) Roz-e-Hashar ka intizar (40:10) Aakhri aayat — Nabi (SAW) ko tasalli (40:32) Qur’an se naseehat hasil karne walay log (40:42) Qur’an ke title par Surah Qaaf ki aakhri aayat likhne ki khwahish (41:30) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #529 (Surah Qaaf Rukoo #02) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
2026/10/10
(0:00) Intro (0:27) Kuffar ke Nabi (SAW) par 2 aitraaz: (4:17) Allah ka jawab kuffar ko (6:28) Kuffar ke badalte nazriyat — munkirin-e-hadith jaisi soch (7:48) Aasman — mazboot chhat (Allah ki qudrat ki daleel) (11:18) Sitaron ka khoobsurat nizaam (12:06) Zameen ki nabatat mein baseerat (14:10) Barish mein barkat (15:47) Barish se anaj ki paidawar (18:09) Barish se khajoor ke khoshay (21:15) Maut ke baad zindagi ki misaal — banjar zameen ka zinda hona (22:44) Guzishta qaumon se ibrat (25:26) Allah ka da‘wa (27:04) Surah Qaaf Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar) (39:59) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #528 (Surah Hujrat Rukoo #02) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
2026/10/09
(0:00) Intro (0:16) Izzat ke liye dunyawi asbaab ki ahmiyat (2:35) Masla: beti ka rishta — barabari (dolat, taleem, khandan) kyun zaroori (6:40) Achay khandan ki larki ka nikah kamzor khandan mein — nuksanat (11:28) Nabi (SAW) ka ek sahabia ko rishta na dene ka waqia (12:10) Aamaal — hasab/nasab ke farq ki asal wajah (14:36) Khandan ki haisiyat (partial) vs aamaal ki haisiyat (asal) (15:49) Banu Asad ke munafiqin ka imaan ka ehsan jatlana (shan-e-nuzool) (17:37) Munafiq ke liye maghfirat ka masla (18:34) Haqeeqi momin kaun (20:50) Munafiqin ko jawab dene ki talqeen (22:08) Achha banne ki taufeeq — Allah ka fazal (23:15) Musalman ghar mein paida hona — Allah ka fazal (25:24) Ustad/walidain par ehsan jatlana (26:07) Allah dilon ke haal se waqif (26:45) Surah Hujurat ka khulasa — 14 golden points (27:07) Ghar aur muashray ke jhagray ka hal (27:32) Buzurgon ka adab — awaaz neeche rakhna (28:13) Buland maqam walay ko bahir se pukarna (28:45) Bila tehqeeq khabar par tabsara (29:28) Sahaba (RA) ka maqam (29:54) Momineen bhai bhai — jhagray ka hal (30:45) Mazaq urana (31:00) Ta‘anay dena (31:19) Bure naam rakhna (32:01) Badgumani se bachna (32:11) Privacy mein dakhal (32:33) Gheebat se bachna (32:41) Izzat ka asal meyar — taqwa (33:08) Ne’mat par shukar, na ke takabbur (34:00) Surah Qaaf Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar) (42:39) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #527 (Surah Hujrat Rukoo #02) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
2026/10/08
(0:00) Intro (0:17) Haram ta‘ana — ta‘ana baraye ta‘ana (1:06) Doosray ko neecha dikhane ke liye shikayatein lagana — gunah-e-kabeera (2:05) Nabi (SAW) ka farman (2:23) Kisi ko gunah par ta‘ana dena — haram (waqia) (4:03) Gheebat karna (4:52) Jaiz gheebat ki sooratein (5:55) Masla: ghair Muslim ki gheebat ka hukm (6:23) Bohtan lagana (6:41) Zina ka bohtan — sakht jurm (7:34) Islah ki niyyat se burai bayan karna (8:10) Logon ke naam rakhna (laqab dena) (9:49) Kisi ko zalim kehna — kab jaiz (13:37) Badgumani — aksar jurm ki bunyaad (14:50) Haram jasoosi (15:32) Masla: kisi ka khat kholna (15:44) Walidain ka bachon ki privacy ka khayal (17:53) Shohar-biwi ki badgumaniyon ka nuksan (21:35) Hidden cameras ka masla (22:03) Leak videos ka fitna (23:20) Doosron ki to mein lagna (23:54) Gheebat ki misaal — murda bhai ka gosht khana (29:23) Sahih hadith ka hawala (30:08) Masla: jiski gheebat ki ho us se maafi lena zaroori hai ya nahi (33:11) Imaan, izzat aur maal ki hifazat farz hai (33:33) Apne gunah par parda dalna zaroori (36:23) Rang, nasal aur qaum ka ikhtilaf — Allah ki hikmat (40:19) Naiki — izzat ka asal meyar Allah ke nazdeek (43:01) In sawalat ke jawab aglay dars mein (43:45) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #526 (Surah Hujrat Rukoo #02) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
2026/10/07
(0:00) Intro (0:17) Africa visit ke baad dars ka silsila (0:48) Aham ruku ki ahmiyat (1:19) Surah Hujurat Ruku 02 ka tafseeli tarjuma (with grammar) (30:14) Dua par Aameen (30:35) Doosron ka mazaq udata — us ka wabal (33:27) Rang, nasal, qaum aur zuban ka mazaq udata (35:33) Doosri qaum se badgumani aur apni qaum ko behtar samajhna (39:21) Auraton ka ek doosri ka mazaq udata (39:51) Ta‘anay dena (42:00) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #525 (Surah Hujrat Rukoo #01) | Mufti Tariq Masood Speeches
2026/10/06
(0:00) Intro (0:38) Tehqeeq ke qabil khabrein (2:20) Social media par bila tehqeeq khabrein phailana (3:54) Tehqeeq ke mamlay mein 3 qisam ki cheezen (4:24) Hakim ki ita‘at karna (7:14) Sahaba (RA) ki deeni hamiyat (9:35) Sahaba (RA) se muhabbat — imaan ka hissa (10:53) Hakim-e-waqt se larrne ki 2 sooratein (13:26) Hakim agar zalim/fasiq ho lekin Islami nizaam nafiz ho (15:40) Hakim agar kafir/mushrik ho (16:34) Hakim agar Musalman ho lekin Islami nizaam nafiz na ho (17:41) Pakistan mein musallah baghawat ka hukm (19:49) Pakistan ki shar‘i haisiyat (definition) (21:35) Dar-ul-harb mein musallah baghawat (23:13) Khulasa — hakim ke khilaf baghawat kab jaiz hai (25:08) Baghiyon ke sath hukumat ka muamla (28:20) Hazrat Ali (RA) ka Khawarij ke khilaf qitaal (29:26) Sahaba (RA) ke 3 groups (Ali RA, Muawiya RA, aur kinara kashi) (32:01) Baghiyon ka qatal — kab aur kis had tak (34:16) Baghi kamzor hon to kya hukm (35:39) Fitno ke daur mein 3 qisam ke ahkaam (36:44) State Muslim na ho to kinara kashi (37:26) State Islami ho to apni himmat ke mutabiq burai rokna (37:34) Baghawat ki surat mein hukumat ka sath dena (38:27) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #524 (Surah Hujrat Rukoo #01) | Mufti Tariq Masood Speeches
2026/10/05
(0:00) Intro (0:19) Nabi (SAW) ki majlis mein Hazrat Abu Bakr (RA) aur Hazrat Umar (RA) ki awaaz buland hone ka waqia (3:29) Haram/halal ki parwah ke baghair kaam karna (5:05) Nabi (SAW) se baat karne ka adab (6:45) Roza-e-Rasool (SAW) ka adab (7:54) Ulama aur buzurgon ka adab (11:23) Tauheen-e-Risalat par hukm lagane ka masla (13:36) Allah ke waliyon ki tauheen karne walay (16:15) Nabi (SAW) ka kamil adab karne walay (18:08) Darwazay ke bahar se awaaz dena — adab ke khilaf (19:30) Baray logon ka ehtiram (20:01) European university ka waqia (report) (21:25) Talib-e-ilm ke liye ustad ka adab (23:13) “Fasiq ki laayi hui khabar” — Hazrat Khalid bin Waleed (RA) ka waqia (27:17) Hazrat Khalid bin Waleed (RA) ko fasiq kehne ki wajah (context) (28:13) Fasiq ki pehchan — ghalti vs aqeede ka fasiq (32:15) Bila tehqeeq khabar phailana aur Qur’ani aayaat ka ghalat matlab lena (37:25) Khabron ki 3 qisamain Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #523 (Surah Fatah & Hujrat Rukoo #4/1) | Mufti Tariq Masood Speeches
2026/10/04
(0:00) Intro (0:17) Nabi (SAW) ka khwab poora hona — Sahaba (RA) ke sath Umrah (2:01) Ihram se nikalne ke liye baal katna — qasar ka masla (3:53) Khawateen ke liye halq ka hukm (4:13) Halq vs qasar ka farq (5:25) Sahaba (RA) ko tasalli aur Fatah-e-Khaibar ki khushkhabri (7:02) Sahaba-e-Kiram (RA) ki fazilat (8:55) Sahaba (RA) par aitraaz ka jawab — Sulah Hudaibiya aur ikhtilafaat ki hikmat (11:29) Taurat mein Sahaba (RA) ki sifaat — ibadat aur qurbani (15:38) Injeel mein Sahaba (RA) ki misaal — pauday ki tarbiyat aur nashonuma (18:57) Nabi (SAW) ki aakhri imamat mein Sahaba (RA) par nazar (19:27) Sahaba (RA) ki quwwat dekh kar kuffar ki hasad (20:41) Sahaba (RA) ka ajr (21:47) Aham sabaq — Nabi (SAW) ki sachai, Sulah Hudaibiya ki kamyabi, Sahaba (RA) ki fazilat (25:14) Surah Hujurat ka mauzu (25:56) Surah Hujurat Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar) (39:58) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #522 (Surah Fatah Rukoo #3/4) | Mufti Tariq Masood Speeches
2026/10/03
(0:00) Intro (0:30) Bai‘at-e-Ridwan karne walay Sahaba (RA) ki shaan (2:17) Itminan-e-qalb ke sath kaam karna (3:12) Fatah-e-Khaibar ki khushkhabri (4:10) Nakami ke baad kamyabi — “ek dar band, sau dar khulna” (6:37) Fatah-e-Makkah ki khushkhabri (7:41) Sulah Hudaibiya ki hikmat (10:57) Hudaibiya mein Nabi (SAW) ko nuqsan pohanchane ki koshish karne walon ka pakra jana (13:19) Hudaibiya ke mushrikeen ke 2 bare jurm (15:07) Makkah mein chup kar imaan lane walon ki fazilat (17:21) Do zahiri tor par sakht sharaait qabool karne ke tareekhi asraat (20:40) Maturity vs emotions (23:26) Sahaba (RA) par tanqeed karne walon ka rad (25:28) Bari ne’mat ki qadr aur tawazu ki ahmiyat (27:29) Hazrat Ayyub (AS) par sona barsne ka waqia (28:07) Eid-ul-Adha par gosht khane ki fazilat (29:29) Bardasht (sabr) ki qeemti sifat (30:30) Surah Fatah Ruku 04 ka lafzi tarjuma (with grammar) Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #521 (Surah Fatah Rukoo #1/2/3) | Mufti Tariq Masood Speeches
2026/10/02
(0:00) Intro (0:17) Sulah Hudaibiya — Fath-e-Mubeen (1:31) Nabi (SAW) ka maqam — Shahid, Mubashir, Nazeer (2:29) “SubhanAllah” ki fazilat (2:50) Sahaba (RA) ki fazilat (4:34) Allah se kiye gaye waade ko poora karne ka ajr (5:29) Surah Fatah Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar) (13:40) Hudaibiya mein peeche reh janay walay munafiqin ko dhamki (20:20) Munafiqin ke liye tauba ka darwaza (21:14) Ghazwa-e-Khaibar mein munafiqin vs Sahaba (RA) (23:57) Munkirin-e-Hadith ko jawab (25:03) Wahi ki 2 qisamain — matlu aur ghair matlu (25:57) Dehati munafiqin ke sath rawayya — Nabi (SAW) ko talqeen (27:10) Rome/Fars wars mein munafiqin ka rawayya (29:13) Mareez ke liye jihad se rukhsat — farmabardari ka ajr (30:18) Surah Fatah Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar) (40:37) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #520 (Surah Fatah Rukoo #01) | Mufti Tariq Masood Speeches
2026/10/01
(0:00) Intro (0:16) 6 Hijri Zil-Qa‘dah — Sulah Hudaibiya, shan-e-nuzool (Surah Fatah) (5:20) Hazrat Usman (RA) ki fazilat (7:15) Sulah Hudaibiya ki sharaait mein 2 ikhtilaf (11:30) Hazrat Abu Jundal (RA) ka zanjeeron mein aana (12:00) Waqt se pehle ihram kholne ka masla (13:20) 6 Hijri Muharram — Fatah-e-Khaibar (15:01) 8 Hijri Ramazan — Fatah-e-Makkah (sulah ya jang?) (16:28) Surah Fatah Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar) (24:03) Fatah-e-Makkah ki khushkhabri (28:31) Maghloob ka ghalib aa jana (29:52) Hadaf vs waseela — Sahaba (RA) par aitraaz ka rad (32:02) Sahaba (RA) ka la-zawal imaan (34:50) Fatah-e-Makkah ke asraat (after effects) (38:06) Momineen ke liye Allah ki tasalli (39:51) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #519 (Surah Muhammad Rukoo #03/04) | Mufti Tariq Masood Speeches
2026/09/30
(0:00) Intro (0:27) Jihad ki aayaat nazil hone par momin vs munafiq ka farq (2:35) Munafiq ka zubani dawa — amal zero (3:14) Tafseer dars ki khoobi (4:08) Munafiq ki nishani (4:52) Jihad ki targheeb ki wajah (5:57) Ghair Muslim mulkon mein kam fasad, Islami mulkon mein zyada — wajah (7:06) Waqia — 16 saala larki ke saath zulm (7:43) Europe mein insani huqooq ka da‘wa (8:44) Gaza mein zulm aur be-hissi (9:23) Molana Ashraf Ali Thanvi (RA) ka qoul (9:41) Africa ka haal (10:05) Europe mein rishton ki be-hurmati (11:09) Nikah ki targheeb ki wajah (11:37) Sakht dil log (13:14) Munafiqin ke double standards (14:36) Munafiq ki ruswa maut aur aamaal ka zaya hona (15:33) Surah Muhammad Ruku 04 ka lafzi tarjuma (with grammar) (23:13) Munafiqin ko Allah ki dhamki (25:25) Munafiqin ki pehchan ka tareeqa (26:43) Sachay aashiq vs jhootay bid‘ati (27:54) Daulatmand ho kar ghareebon jaisa libaas — nifaq ki alamat (29:15) Jihad — momin aur munafiq mein farq ka meyar (31:06) Deen ka kaam — Allah ko pasand (31:46) Kuffar ke aamaal — be-asar (raakh jaisay) (31:59) Musalman ke aamaal zaya hone ki wajah (33:09) Kuffar se sulah ki sharaait (36:13) Musalman ke sath Allah ki madad (36:41) Jihad mein sab se badi rukawat — jaan aur maal (38:47) Bukhl (kanjoosi) ka masla (40:30) Sadqa mein kanjoosi karne wala (41:08) Maal se jihad na karne ka anjaam (41:51) Rafziyon ke sahaba (RA) par aitraaz ka zikr (42:57) Surah Muhammad ka khulasa (43:41) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #518 (Surah Muhammad Rukoo #2/3) | Mufti Tariq Masood Speeches
2026/09/29
(0:00) Intro (0:25) Kafir ka janwaron ki tarah khana aur duniya ki laghwiyat (4:48) Nabi (SAW) ko nikalne walay taqatwar logon ka anjaam (5:34) Achha vs bura — burai ko achhai ka label dene walay barabar nahi ho sakte (8:12) Jannat ki ne’matein — doodh, sharab aur shehad ki nehrain (13:46) Kafir aur janwar mein farq na rehna (rawayya ke lihaz se) (15:20) Madinah ke munafiqeen ka haal — Nabi (SAW) ki majlis mein (19:48) Sahaba (RA) ka haal — Nabi (SAW) ki majlis mein (21:44) Qayamat ki nishaniyan (24:56) Nabi (SAW) aur momineen ke liye khushkhabri (28:18) Surah Muhammad Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar) (40:14) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Tafseer-e-Quran Class #517 (Surah Muhammad Rukoo #1/2) | Mufti Tariq Masood Speeches
2026/09/28
(0:00) Intro (0:16) Nabi (SAW) ka naam Qur’an mein 5 martaba (3:15) Surah Muhammad Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar) (11:25) Kafir vs Musalman — imaan ek badi ne’mat (14:30) Kafir ki nekian — be-asar kyun (15:53) Musalman par Allah ki rehmat ki wajah (17:02) Maidan-e-jang mein kuffar ke sath muamla (20:15) Jihad — Musalman ki pehchan (22:27) Jihad kab tak jari rahega — hadith ki roshni mein (23:03) Jihad mein shahadat ke darjaat (24:32) Deen ke kaam ki fazilat — jihad ki targheeb (26:17) Nabi (SAW) ka farman (26:44) Deen ke kaam mein Allah ki madad — kam amal ka bada natija, sabr ki taufeeq (27:14) Aaj kuffar ka ghalba kyun (29:04) Allah ki madad momineen ke sath hai (30:10) Surah Muhammad Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar) (39:55) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Podcast reviews

Read Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood podcast reviews


5 out of 5
1 reviews

Podcast sponsorship advertising

Start advertising on Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood relevant audience podcasts


What do you want to promote?